PODCAST · SEASON 2 · EPISODE: 28

From Office Boy to PhD: Dr Aqeel Ahmed's Journey, Part 1

21 November 2026 55 min Dr. Aqeel Ahmed Podcast

About This Episode

In Episode 28 (Season 2, Part 1) of the Muffled Minds Podcast, host Khawar Shahzad sits down with Dr. Aqeel Ahmed, Head of the MS and PhD Business Administration programs at UCP (University of Central Punjab). The episode opens with Dr. Aqeel as a 13-14 year old asthma patient watching aeroplanes and dreaming of sitting in one, and with the start of his career at 12 rupees a day. He states his vision in one line: he wants to become a kingmaker.

Dr. Aqeel traces his early life in Rahim Yar Khan and his first job as an office boy in 1986, his hijrat to Lahore for higher education in 1989, and his appointment as a Junior Clerk (BS-5) in 1993. In 1997 he ran a paan shop, gave tuition and sold fries — his mother's small shop made 78 rupees on its first day and reached thousands within five or six months, and the fries stall doubled as a place where he taught accounting entries to students. In 1998 he took the risk of an MBA, and in 2001 he moved with his family to Lahore.

The conversation then follows his M.Phil in Malaysia and the role of Qarz-e-Hasna (2004), his PhD in Malaysia (2009), his return to Pakistan in 2014 and his first teaching job there. He talks about how to pursue your dreams, the role of the University of Central Punjab, advice for youth on pursuing higher education, the role of a supervisor in research, and the difference between an MPhil and a PhD. The episode closes with the story of a PhD cancellation letter and his turn to the mosque, and Part 2 is announced for next week.

We discuss

  • Early life in Rahim Yar Khan and the first job as an office boy (1986)
  • Hijrat to Lahore for higher education (1989) and appointment as Junior Clerk BS-5 (1993)
  • Paan shop, tuition and a fries stall (1997)
  • MBA admission and risk-taking (1998), and the move with family to Lahore (2001)
  • M.Phil in Malaysia and the role of Qarz-e-Hasna (2004)
  • PhD in Malaysia (2009) and returning to Pakistan (2014)
  • How to pursue your dreams, and the role of the University of Central Punjab (UCP)
  • Advice for youth on higher education, the role of a supervisor in research, and the difference between an MPhil and a PhD

Key Takeaways

  • Dr. Aqeel started his career at 12 rupees a day, and describes his vision in one line: he wants to become a kingmaker.
  • His mother's small shop made 78 rupees on its first day and reached thousands within five or six months.
  • His salary was 1,080 rupees while the principal's was 14,000, and he jokes about adding zeros to his own figure to reach 10,000 and then 100,000.
  • He describes the sacrifice of those years as committing robberies on his own nights' sleep and on his children's children.
  • After losing his father at around 16, he says parents really are a blessing.
  • At the fries stall, he taught accounting entries to students while selling 10 and 15 rupee plates.
  • He named his son MBA Muslim bin Aqeel, after the degree he fought for.
  • He contrasts passing life with making life, and says more than fifty percent of people may end up only passing life.
  • His advice on the gamble of higher education is that higher the risk, higher the reward.

About The Guest

Dr. Aqeel Ahmed
Head of the MS and PhD Business Administration Programs · University of Central Punjab (UCP)

Dr. Aqeel Ahmed is the Head of the MS and PhD Business Administration programs at UCP (University of Central Punjab).

His journey began in Rahim Yar Khan, where he started as an office boy in 1986. He went on to serve as a Junior Clerk (BS-5) in 1993, ran a paan shop, tuition and a fries stall in 1997, took the risk of an MBA in 1998, and later completed his M.Phil and PhD in Malaysia, with Qarz-e-Hasna playing a role along the way.

Full Transcript

This transcript was generated automatically with speech-to-text and lightly edited, so some words may be wrong, and passages that could not be made out are marked [unclear]. The first tab shows what is spoken in the video: Urdu written in Roman Urdu, with English kept as spoken. The English tab is a translation of the same transcript. The video is the authoritative version.

Read the full transcript

0:00 13-14 saal ki umar ke andar asthma ka patient tha. Aksar main yeh parindon ko dekhta bhi drag pe charh ja rahe hain, aur upar dekha to ya jahaaz ja rahe hain.

0:30 Unilever ko aise jise kehte hain na ke first job ke hawalay se, to wahan se phir maine career start kiya, 12 rupay din ki. Aur jo Mirza Rizwan bachpan se mere saath hai, yeh log business start karte hain, bench wise lagate hain. Ek barber tha, woh shaam chala jata, uska bench na lekar aa jata tha. 15 rupay ki plate, 10 rupay ki plate. Once per university ke kuch log aaye, acha aap parhate bhi hain, interview.

1:05 Saal ka khaab aaya ke ichha jahaaz mein baith ke yahan se phir woh Thailand, Thailand se phir aage [unclear] woh jaa kar ke maine apni degree, main apni degree mein, main 2006 January mein complete ki. Phir currently 2013 mein ke main [unclear] ka part.

1:48 [unclear]. Welcome to Muffled Minds Podcast, I am your host Khawar. Viewers, episode start karne se pehle, I have one request from all of you. Agar aapko kabhi bhi aisa feel hua ho ke hamari episodes ne aapki life mein koi positive cheez jo hai woh create ki ho, ya value create ki ho, to please subscribe Muffled Minds. Aapka ek chhota sa subscribe meri aur meri team ki motivation jo hai woh bani rahegi, next episode ke liye ek bada guest laane ke liye, taake aapko kam time mein zyada cheezain seekhne ko milain, aur aap jo hai woh empowered feel karain. Aaj ki episode bohat interesting hone wali hai, kyunke hamare saath ek aise guest hain jinhon ne zero se start kiya. Hum normally bohat se logon se, aapne suna hoga, ke yaar hum woh ghalat kaam nahin kar sakay ke hamare paas paisa nahin tha. Hamare guest ne usko bhi ghalat saabit kiya. Paisa woh kahin na kahin se woh aa jata hai. Aaj hain hamare saath Dr. Aqeel Ahmed. Assalamualaikum karain saath.

2:47 Kaise hain aap? [unclear]. First of all, thank you so much that you have given us the time to tell our viewers, that you are watching from the very first time, who is Dr. Akeel Ahmed and Dr. Akeel Ahmed, in which mission? Thank you very much Khawar for inviting me in this program and it's honor for me to be part of this program. I'm Dr. Akeel Ahmed and currently I'm serving the University of Central Punjab as a student professor and taking care of MSM PID business administration as a head of program for there.

3:22 To aapka jo question tha ke acha kya objective hai life ka. Life is very beautiful. To is chhoti si life ke mein apne liye jo vision, jisko hum keh lain, to woh maine apne liye likh kar rakha hai: I want to become a kingmaker. Kingmaker, oh, that's nice. So, aap Lahore se hain, [unclear] nahin? [unclear]. Yeh aapne bas bohat, jisse kehte hain na ke purani yaadon mein aapne [unclear] dhakel diya.

3:52 To let me share my family background Swabi district [unclear] particularly [unclear] district Mansehra. To jab hum enter hote hain, ke hum Abbottabad se hum Landarabad cross karain aur bhi Mansehra city enter hone se pehle, to Data mein saari family jo hai woh phir unhon ne rehaish rakhi. Aur wahan se phir father jo hai woh Iran chale gaye, to yeh came to know ke British multinational company jo hai woh ek bari factory establish karna chahti hai in Rahim Yar Khan. To phir mere father.

4:49 Lever Brother jo purana naam Lever Brother tha, aaj ke liye ko Lever ke naam se jaante hain. To he joined as an electrician, woh electrician thay. To we have seven brother and sister, four sister hain, to four sister hain, three brother hain, to I'm youngest one hain. To is childhood se to kaisa, kahan par guzra woh saara time aapka, aur hamein thora sa uske baare [unclear].

5:20 Childhood to mera khayal hai, kehte hain ke yaar bada zabardast ek woh period hota hai. Aur childhood to mera hai [unclear] Unilever ki colony thi, wahan rehaish humne rakhi. Rehaish humne rakhi aur bada acha, jaise kehte hain ke all is good, to ya parhai hai ya sport hai, to aur koi kaam hi nahin hai. To uske saath saath, lekin jo main baat, mujhe meri sister ne bhi realize karwaya hai, jo in do cheezain, khel ko aur saath parhai ke.

5:54 Woh bada acha jisse kehte hain, ke main yaar yeh Unilever ke mukhtalif senior management ko kabhi [unclear] pe aate hue dekhta, phir yaar acha, yaar yeh acha yeh hain, to main kyun nahin, to main chahta tha ke bas yaar main jaldi se. Aaj to jo bachpan tha, woh aap samajh lain, at the age of 13 years, 13 saal ki umar ke andar, aaj [unclear] aisa jisse hum baad mein aa kar yeh jo terminology jab hamein samajh aayi hai, ke yaar vision kya hai ya dream kya hai, to us [unclear] par jo khaab tha yaar main.

6:12 To 13-14 saal ki umar ke andar, mujhe achi tarah yaad hai, meri bari sister [unclear] unka naam hai, Allah Taala unko ghariq-e-rahmat karain. To main apne ghar ke andar, woh jo, jo, jo yeh bari economy ke andar hawa leta hua, main to main to maine is, is se kaha.

6:53 Iske andar mein insaan hai to main kyun nahin jahaaz par baith sakta? To maine is, is jahaaz par baith, main to unhon ne mazaaqan kaha ke pehle tum sehatmand ho jao, abhi to bas mein [unclear]. Phir maine dil mein main kaha, [unclear] banani hai, they will come, InshaAllah. To jaise woh bachpan tha. Do lafzon se mil ke barna hai, do sat, do cheezon ka nichor. To meri phir mulaqat jab meri age 6-7 year keh lain, bhi chhote chhote thay, to Mirza Rizwan Butt, jo mera dost, wahan se mere unke saath friendship start starting. Unke father bhi [unclear] Unilever mein thay, wahan se [unclear]. Jab 14 years hue, bachpan thoda acha guzar raha hai, sab cheezain theek hain, behan bhai khush hain, to bas phir, all of a sudden jisse hain woh pata chalta hai ke my father was [unclear]. To woh [unclear] at the age of, us waqt main.

7:54 Koi matric mein tha, ho rahe hain. To phir 16 years around meri age thi. To phir pata chala ke yaar, yaar, yeh waqai parents to hote hain, yeh waqai blessing hote hain. To abhi to main soch raha tha ke maine zindagi mein yeh jahaazon par jaana hai, yeh kaam karna hai, yeh kaam karna hai, to aur [unclear] jisse kehte hain, woh scenario change ho gaya. Ke jab [unclear] parents nahin rehte na, to woh phir Punjabi jinhain shareeka kehte hain, woh phir zara active ho jate hain. Acha acha, aap dekhain yeh kya karain ge, abhi to Unilever ke andar parhaain, unhon ne woh kiya hua tha, aap dete hain kya. Hoga phir main kuch chhota tha, to behan bhaiyon mein bhi aur otherwise [unclear] ka yeh to bas bimaar aadmi hai, lagta hai yeh shayad jahan pe sarakon pe [unclear] aur yeh aise expire ho jana, yeh maine khud suna tha. To woh phir start hua.

8:57 Saktay, lekin yeh zaroorat hai ke yeh life ke andar agar kuch karna hai to woh yeh do teen chaar cheezain yeh hamein karni paregi. Ek to jisse karna hai himmat dikhani paregi. Haan, do hi raaste hain, ya ke phir woh [unclear] ke aage aage aap [unclear]. To main phir zaahir hai Unilever ko aise jisse kehte hain ke first job ke hawalay se, [unclear] permanent mein [unclear] karte hain, kuch na kuch earning aaye, to aise temporary staff par maine wahan soap [unclear] department tha, to wahan se phir main.

9:57 To uske baad aage phir tha ke bhi aage humne college mein jaana hai, aur first year hai, second year hai, to woh saath saath. Acha sunne mein yeh aaya tha ke agar jaldi job yeh naukri leni hai to commerce hi phir join kar lo. Main is zamane mein C group ya D group. To main isi [unclear] ke ustaadon se main bohat shukriya bhi ada karna chahoon ga, us jo mere religious jisse kahain ke mentor, woh jisse kahain ke mentor woh Rana Zulfiqar Ali [unclear] sahib thay, mere walid sahib ke saath unke achay karam thay. To unhon ne dekha ke yaar lagta hai kuch spark hai, yeh kuch karna chahta hai, to unhon ne wahan pe commerce college liye, book par bhi bana rahe hain, unka. Isi duraan, isi duraan matlab, I will like to maybe share with you.

10:57 Main bhi share with you, isi duraan to ke walid sahib aur Unilever se, aur unki job khatam ho gayi, to jisse kehte hain kuch na kuch fund milte hain, to gaya ke hamari waalda sahiba ne woh ek chhoti [unclear] dukaan kahan daal di, [unclear] mein [unclear] to [unclear]. To kuch aise alfaaz thay, jo kuch aise alfaaz thay, jo kuch zamaane mein yeh terminology nahin thi, lekin exist karti thi, to woh ke maine agar woh start kiya to woh mujhe usi waqt se acha [unclear] jisse kaha jata hai ke yahan ka tycoon hai is parchoon.

11:39 Wholesaler, to maine dil mein thaan li, maine kaha isko maine tough time dena, aur apni shop pe dekhoon. To shop pe to thora sa jisse ke material hai, ghee hai, daalain hain, aur chaawal hai. To maine wahan se, mujhe yaar achi tarah ke pehli sale jo maine ki, to woh to 78 rupees thi pehle din ki sale. To woh karne ke baad, within five or six month, to yeh hazaaron mein chali gayi. To phir maine apni mother se, unko bhi [unclear], phir to un par, phir maine kaha maine aage parhna hai. To woh ke jo mere baray bhai hain.

12:15 Naam Shakeel Ahmed hai, aur chhote ka naam Jameel Ahmed hai. To ke woh maine kaha ab mujhe move karna hai yahan se, aur is time ka [unclear] ne inter kar liya, inter kar liya, inter kar liya. Inter karne ke baad ab meri age ho yeh 70, ab yeh woh waqt hai ab jo, jo jisse hum kehte hain dream ya vision.

12:43 Ko [unclear] samajhte thay ke ya hamare jo pyaare Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam ne kaha, [unclear] to [unclear] aaye to [unclear] to my dear two side. To hijrat ka thora sa maine [unclear] yahan nahin, ab maine jaana hai, kahaun ji Lahore jaana hai, bas ab Lahore jaana hai. Lahore jaane ke liye par kaise, kya hona chahiye, wahan kya karoge? Acha wahan baray baray idaray hain jahan par, main yeh pata chala hai ke wahan par evening mein bhi classes hoti hain. Information gather [unclear] se karke to woh bhi Lahore aaja, B.Com. Aur [unclear] B.Com mein admission [unclear] evening classes hain, usko hum jo, hum jo hai woh ji se kehte hain ke jao wahan dhoondoge, to phir main.

13:19 To phir main, it was eighty-eight and eighty-nine start ho raha tha. To phir main land kiya hai Lahore. Aur like, Lahore yeh safar aapka, Lahore bachpan se le ke Lahore aane tak aaiye. Aur Lahore yeh safar aapka, Lahore bachpan se le ke Lahore aane tak aai hai. Hai abhi aap yahan pe [unclear]. Ab yahan pe [unclear] mein [unclear] [unclear] [unclear]. To acha ab yeh. To acha ab yeh B.Com is not a easy job, [unclear] B.Com aur [unclear] mein bhi. Acha jahan main aapke saath aur share karoon, jisse kehte hain ke yeh jo success hai life ki, chahe kisi insaan ki ho, to woh akela nahin kar sakta. To uske liye dekhain, hamara [unclear] jo creator hai, Allah Subhanahu wa Taala, woh to maujood hai har waqt. Phir dekhain, duaein hain parents ki, phir iske paas jo mere bhai hain, [unclear] ke taur pe, unki duaein hain, unki support hai, woh chahe jisse kehte hain ke moral support hi kyun na ho, phir behnain hain saath.

14:19 Thay dost ahbaab hain, in sab ki support ke saath hi aage nikalta hai. Aapne, acha yahan jab Lahore aane ka tha, to second year mein mere ek dost ban gaye, woh Azhar Farooq [unclear] naam hai, aur yeh jisse kehte hain ke yeh farishta ban ke aaye saamne. To ab cricket ke daur ka mere saath friend tha, aur saath hi [unclear] ne [unclear] kiya, to luckily inka ghar jo tha hai woh Lahore Gulshan [unclear] tha, [unclear] 110 D Madina Street Gulshan [unclear]. To usne kaha yaar ke to yaar [unclear] acha main sochoon, yaar inke ghar mein rahoon ga kaise? Main kaha yaar wahan to karte hain, nahin nahin, woh abbu ne bana ke wahan thay, humne rent par diya hua ek kamra, hum rakh lain ge. To maine dil mein kaha thanks God. To Khawar, jahan se ke [unclear] aata hai, is [unclear] pe tumhein koi ilaahi taaqat hai jo kahin na kahin support kar rahi hai.

15:22 To woh jo Azhar Farooq [unclear] hain, woh [unclear] support, lekin ji form angel woh aaye, phir maine unke saath, Rahman ka shukar hai yaar, thikaana [unclear] hua. Ab woh B.Com Punjab College, aap [unclear] mein B.Com mein admission shaam ki shift saaray saat se saaray 10 baje. Us subah maine bhi Azhar se kaha, ya maine kaha kuch job [unclear] kyun yahan pe bandobast karke de. Unke father choonke achi position pe thay, unhon ne phir, acha yahan kisay zikr karte hain, isi mohallay mein ek admin manager thay, admin manager thay, woh Ittefaq Foundry mein job karte thay. Ittefaq Foundry [unclear], [unclear] ke [unclear] code [unclear] par. Acha yeh [unclear] mein le liye [unclear].

16:00 To yahan par phir Ittefaq Foundry mein job karte thay. Maine woh start kiya, aur shaam ke time phir maine aa ke Punjab College ke, acha, woh 8 se le ke 4 baje tak Ittefaq Foundry, Ittefaq Foundry, ab classes hain, saaray saat baje, to woh jo do se teen ghantay hote thay, phir main Punjab University Hailey College of Commerce mein bahar [unclear] mein aa ke baith jata, aur wahan theek hai ke apni accounting hai, is waqt woh book, text book hoti thi, usko [unclear] accounting, wahan [unclear] jab yeh baray baray professor.

16:46 professor sahiban, faculty, teacher, yeh jab jaa rahe hote thay, kabhi use gaadiyon par, kabhi tie laga ke, to mujhe phir ehsaas hua, maine kaha yaar yeh kuch mera bhi aisa hi dil karta hai. To ab yeh baat hai, aur bas 1990 start hue hai, aur phir dekhain 1990, aur phir.

17:16 Kuch time ke baad time laga, kab main dekh raha hoon logon ko, to 1990, 1990 hai, kab mujhe, kab invite kiya ja raha hai wahan par 2017 ke liye. To jisse kehte hain, do do cheezain main apne viewers ke liye bhi, ke jo hote hain ek main ek hoon, iske darmiyaan jo hai na. Yeh jo banne aapne, yeh phir aapko decades lag jate hain, ek do teen decades ke main kya hoon, woh jo darmiyaan mein [unclear] hai, to main darmiyaan mein aapne kya [unclear] karna hai, usmein kitne [unclear] aap dekhain, aapne [unclear] kiya kaisa.

17:56 Woh kuch paane ki, aur maine karte hain. To almost two and half decades. Ji ji bilkul. Almost three decades. Ji ji bilkul. Aur isi mein agar mujhe ijaazat hai, main share karoon. For example dekhain, success ke liye aapka niyat ka theek hona zaroori hai. Ke agar aapki intention hai, intention hai, phir will hai, ke aapki haan ji main karna chahta hoon. Lekin dream to har banda hi dekhta hai. Aapko isko amli jaama pehnane ke liye, ke aapko thora sa, ke [unclear] aapko thora sa action mein aana parta hai. To lekin ab aap niyat tak nahin kar dete hain. Lekin ek [unclear] ka mafhoom bhi hai, Allah Subhanahu wa Taala bhi Quran Pak mein farmate hain, ke aapne aapko khud agar irada karoge to phir tum agar ek qadam to main kuch zyada hai agar chal ke aaoge to main daur ke aaonga. To yeh jo angel Allah Subhanahu wa Taala ne hamare saath rakhe hote hain, yeh Allah Subhanahu wa Taala, shayad yeh meri perception hai, ke woh niyat dekh rahe hote hain.

18:57 Action mein aana parta hai, aur qareeb dekh rahe hote hain, aur will dekh rahe hote hain. To wahan ke mere ek baray achay dost, mujhe [unclear] hua again, angel [unclear] aur [unclear]. Yeh mere woh dost hain Khawar, jo jo mujhe koi, mujhe koi mushkil aati, mere paas stationery nahin, mere paas agar writing pad nahin hai, ya mere paas register nahin hai, to is Allah ke banday ne koi yeh [unclear] dekhna hai, isne purse saamne rakh dena, kaha acha bhi yeh ki [unclear] hai. To woh jo support hoti hai na, isliye maine kaha ke kamyabi aapke akele ki nahin hoti, woh aapke saath se, aapke well-wisher hoti hai, woh saath le ke [unclear] hai.

19:37 To isko agar main conclude karoon is sense mein, ke yeh 89 aur phir uske baad Lahore mein 90 thi maine goodbye kaha Lahore ko, to [unclear] B.Com ho gaya, Ittefaq Foundry mein job ho gaya. Ab uske baad ek [unclear] meri, yeh jo [unclear] thi nahin ki thi, yahan job kar.

20:07 Rahim Yar Khan, to ke Rahim Yar Khan, maine kaha bilkul theek hai, main apni mother ke paas jaana hai, saath hoon, par main dobara Rahim Yar Khan gaya, lekin wahan par meri job, JDW Sugar Mill ke andar hui hai, [unclear] ka assistant accountant, to meri phir wahan. To meri phir woh dobara [unclear] Rahim Yar Khan gaya. Ab yeh woh [unclear] 93, ninety-three, ab almost February 1993 hai, and I was appointed as a assistant accountant by getting equal to 500,000. Acha ab chaar paanch chhe maheenay kaam karne ke baad [unclear] hua. Rana Zulfiqar Ali [unclear] jo mujhe first year, second year mein books diya karte thay, unhon ne kaha ke yaar woh, unhon ne kaha ke yaar woh government ki job aayi hai. Us zamane mein jab Prime Minister thay woh Nawaz Sharif saath thay, [unclear] to unhon ne koi order nikala tha ya [unclear], to us zamane ki hai, unhon ne kaha bhi advertise karain job aur same day interview.

21:09 [unclear] kiya, kabhi aapki shorthand hai, typing achi hai to aap apply karo, [unclear] ke baad aapke [unclear] hai. To maine interview kar diye, ke aap subah gaye 9-10 baje karte hain, karte hain shaam saaray 4 baje, 5 junior [unclear] laazim ho gaye. Aisa main thora ajeeb se, meri feeling ko, kar bhi tumhein khushi nahin. Maine kaha ek hazaar pachaas ki tankhwah hai, wahan main [unclear] so le raha hoon, wahan mujhe [unclear] chahiye, woh yeh na sarkari naukri hai ya permanent, aisa uske faiday baqaida ginwaye. Mera khayal hai ke 30-40 lakh main saal ke taur pe.

22:11 To maine waise masoomana sa question kiya, maine kaha agar yeh 30-40 lakh main ek saal mein kamana chahoon, to unhon ne [unclear] kaha ke acha bhi, woh hamare [unclear] ne kaha to phir daakay daalain. To maine kaha nahin, woh ek jaga likha bhi ke andar ke haan maine daakay daalay, apne raaton ki neendon par, apne bachon ke bachon par daakay daalay. To yeh jo [unclear] aur yeh [unclear] enter ho ke, aur phir mujhe woh JDW goodbye keh ke, mother aur baaki zaahir hai, jaise kitne hamara yeh [unclear] zaahir hai, rishton ke andar bandha hoon, to matlab I need to be, to theek hai joining ke liye, lekin.

22:50 Wahan jab public sector mein aa gaye, ab dekha khaana [unclear] raha hoon, 8 baje ke time hai, 9 baje aa raha hoon, saaray 9 aa raha hoon, main waqt se baitha hoon, aaram se table saaf karke kaam ko liye hai, jo kaam de rahe hain, aadha ghanta pauna ghanta khatam. Hum aadha ghanta pauna ghanta khatam, paanch paanch chhe chhe saal mein kyun cash book ko click nahin hai ya ko woh khatam ho rahi hai. Ek din do teen teen din mein woh kaha yaar yeh to [unclear] ho rahi hai, to iski base par hamare yeh principals aa rahe ho, keh rahe thay dekho woh kaha.

23:31 Wahan dost ban gaye se yahan, Lafeez hai unka naam hai, to woh jab salaries banate thay, jab salary banate thay staff ki, to principal sahib ki salary [unclear] ko 14,000 something thi, meri salary 1,080 rupees raha hua thi. Ab main soch [unclear] kya thay, to main kyun nahin ja, maine kaha yaar, yeh, yeh Lafeez ko kaha ke, Lafeez ko kaha ke maine 1,000 likha, waise mazaaq maine kaha yeh kya likha hua hai, woh kehte 1,000, maine ek zero daal di, maine kaha aap kehte 10,000, phir maine ek zero daala, maine kaha aap kehte 100,000, ek lakh, maine ek lakh se aage, woh [unclear] kehte 22,000 ho gaya. Main baith gaya wahan par, phir woh maamla chalta raha, jaise kaam.

24:13 Maamla chalta raha, jaise kaam se [unclear] hota, jisse kehte hain kuch strength Allah Subhanahu wa Taala ne har insaan ko di rehti hai. Mujhe thora sa [unclear] se guide karna, motivate karna. Koi teacher nahin aa raha, pata hai chal ke abhi [unclear] bahar hai, to woh koi is par yeh falaan teacher nahin hai, aur [unclear] jo [unclear], main class mein jaa ke, acha bhi aa jo kiya jo kiya cheez karni hai aapne, main aapko samjhaata hoon, accounting hai, ya us waqt woh Usool-e-Tijarat ek subject hota tha, us par kaha.

24:50 Se parhna chahte hain accounting. Mere ji bada [unclear] hai, accounting kehte hi aur bada [unclear] se kaha ke kitni fees nahin hai. Yaar fees maine kaha yaar jitni marzi dena. To wahi abhi hai woh fifth scale wali job job kar rahe hain. Aur phir maine kaha yaar maine kaha chahiye baaki teacher ki [unclear] jaati hai, us zamane mein dhaai so lete thay ek subject parhaane ki, to maine kaha aap [unclear] dekhen ge to jo theek hai. Aur jo Mirza Rizwan [unclear] jo bachpan se mere saath hai, woh Wapda mein thay, main. Maine unse kaha yaar maine ho government service lag gayi hai yeh bas theek haan, main kahoon yaar yeh yeh teen chaar [unclear] hoti hai, shaam raat tak khaare, yeh kuch to karna chahiye. Yeh nahin kaha yaar.

25:30 Yahan kuch to karna chahiye, to chahiye kya karna hai. Main ko cycle nahin, humne bazaar ke kuch [unclear] leni thi, wahan mujhe yaad hai ke ek Fine naam ka store tha, Sadiq bazaar Rahim Yar Khan, to woh dekha ek [unclear] machine [unclear] fries ki. Ke maine use ke maine kaha ya Mirza yeh yaar [unclear] kya karain, yeh yeh log business start karte hain, paisa [unclear] jeb, maine yeh business, maine kaha yeh [unclear] mein hisaab [unclear] lekin matlab hi [unclear] usmein woh machine li, humne kaha [unclear] ya.

26:04 Lagate hain, kahan lagayen ge, woh jaga decide ki, phir humne [unclear] lekar aane, woh apni behan ki duty lagai, masala yeh Rizwan ki sister waghera, woh acha ketchup waghera bana di thi, to apne Khawar se humne Unilever ke bilkul front par. Aur kisi ne 10 rupay ki plate, 15 rupay ki plate, ab woh de rahe ho, ab [unclear] parhne wale, woh [unclear] do, aaj humne wahin [unclear] ho gaya, to hum bhi entry batao, yeh sale debit hai, aur yeh asset, goodwill hamara intangible asset hai.

26:55 Ke [unclear] par di, yeh humne almost teen teen ek maah yeh business [unclear] business, yeh jo fries wala tha, to uske baad jab woh do se chaar student, chaar se paanch hue, maine kaha hai Mirza yaar Rizwan, yeh to barhte jaa rahe hain, kitab main. Student ko baithay parhana shuru kiya, do, chaar, paanch, chhe, aath, das, pandra, bees, chaalees, pachaas, so, hundred, [unclear], yeh logon maine kaha [unclear] banaani, ke 8 baje office [unclear] mein, 8 se 4 woh, ek shift aati thi subah [unclear] ke baad, to [unclear] se pehle das pandra ko parha ke, office chale gaye, office aaye, phir Asar se Isha tak, ke Isha ke baad phir main tuition jaa ke [unclear] kiya ka [unclear]. Ab yeh woh [unclear] hai 1993 aur 1997, ab yeh paanch. Ab yeh paanch saalon ke duraan ab mujhe ehsaas ho raha hai ke nahin yeh main aa ke programs ke [unclear] se [unclear] ko batana chah raha hoon.

27:54 Saalon ke duraan aaye. Then I realize that I have a more potential. So why should I waste my resources? Resources could be your capabilities. To maine kaha [unclear] yeh to, yeh to maine apni jo colleague se Lafeez saath se kaha, phir maine aage parhna hai, yeh kya karna kaha, chahta hoon maine kaha maine MBA karna hai. Yeh B.Com kar li hai, [unclear] main karne liya, thora [unclear]. Phir study leave, woh [unclear] hai, phir mera case forward hua, lekin Khawar hai government ke bhi regulation hi thay. Annual leave with pay ke saath available thi. Ab usmein [unclear] mujhe share kiya, hamare head [unclear] ne aur [unclear] sahib ne, ke yeh raha, mujhe ke ab tum admission le ke aa. To phir dobara main Lahore aaya.

28:54 Admission test diya, woh main [unclear] kar do thay, kahan se par maine admission test diya, mera jab koi do teen haftay baad mujhe offer letter, par maine un submit kiya, par application di, phir unhon ne kar le, yeh MBA to [unclear] years [unclear]. Lekin agar aap half day lain ge hain to aadhi salary bhi meri thi, aur aapko 14 month ke liye chhutti mil jayegi, lekin 14 month ke baad bhi come back on track. [unclear] mere [unclear] ka yeh theek hai. Ab dekhain, ab yahan se phir woh jo mere andar jo meri personality ya characteristic hai.

29:41 Ab mujhe pata hai ke nahin ho sakta hai, main kuch chaar [unclear] month ke baad maine kaha risk lena hai, main [unclear] theek hai, [unclear] hum [unclear]. To main aa ke Lahore ke andar aa ke, main [unclear] is duraan ab ek chhota sa part reh gaya. 1997 phir meri shaadi hui. Aur shaadi hone ke yeh samjhain, shaadi aur plus yeh MBA ka, yeh maine phir family ke saath share kiya. To acha maine phir aapko yeh betay ke naam bhi MBA hi rakha.

30:15 Muslim bin Aqeel. To agar iski abbreviation dekhna hai, MBA Muslim bin Aqeel. To main phir Lahore jab aaya, MBA start kiya. MBA phir maine start kiya, us zamane aaj kal jisse [unclear] nahin kehte, us zamane mein yeh ILM ke naam se hua karta tha, [unclear] thi. To maine phir apne MBA yahan start kiya. Aur yeh kaun sa daur hai, yeh 28 mein 1990 [unclear]. Aur agar isko thora sa deviation dekhain, after [unclear] hi hai.

30:46 Jab maine yeh kar liya, B.Com kar liya, 1990 mein, aath saal ke baad, ab dobara MBA ke liye. Dekhain jab insaan race laga raha ho, to race ki continuation agar chalte chalte chalte ruk jaye, phir dobara daurna par jaye, mushkil ho, par upar se magar paise ki thori [unclear] start ho jaye. Kyunke job start hogi, aap ji ke is liye youngsters ke liye message hai ke yaar you need to worry, to aapko theek hai, par agar time being aapne kahin joining ke diya, lekin agar aapko career develop karna hai to aapko aur skill set ki jab zaroorat hai.

31:20 Aane laga, ek thora sa [unclear] ho gaya. Ab woh magar hain bhi [unclear] ho gaye, shaadi ho gayi, government service hai, aur saath yeh ghar ke andar tuition wala kaam bhi chal raha hai. To ab zaahir hai baray bhai hain, well-wisher hain, woh bhi samjhayein, yeh Rizwan isne. 15-20 saal ke baad family structure grow karega, to hamein kuch na kuch karna parega. Agar kisi structure mein rahain ge, ek do cheezain hain: ek zindagi guzaarna, ek zindagi banana. To zindagi guzaarne mein main bhi maybe I am wrong [unclear]. To fifty plus percent log shayad zindagi guzaarne mein hi shayad end ho jata hai. To zindagi banane ke liye phir aapko jisse comfort zone se phir nikalna parta hai. To isi duraan par maine apni wife, jo bhi meri ahliya, again a very strong woman.

32:21 To usse mashwara kiya, unhon ne kaha I'm with you, no need to worry. Maine kaha I have to stay in my home, maine jaana hai, wahan jaa ke phir InshaAllah [unclear] ho, maine koi aitraaz nahin hai. Main dobara Lahore mein 28 mein 1998 mein dobara ke ILM, jo [unclear] aayega, maine yeh, MBA maine start kiya. Ab is MBA ke duraan for instance jo kuch earning thi, tuition parha ke ya kuch resources se, woh ek semester, doosra, teesra semester tak, to aage ab aage kya karta hai, bhi ab aage kuch cheez definitely family se kabhi main share nahin kiya karta tha ke ammi ko pata chala, bhaiyon ko pata chala.

33:11 Ek partner kiya hua tha, [unclear] flats bane hue to apne saath, wahi student Atif hai, Faisal hai, Farhan hai, yeh [unclear] mere saath thay, to ek [unclear] saath [unclear], unko main kuch parha bhi deta tha, yeh Punjab College se B.Com kar rahe thay, aur main.

33:39 [unclear] ek [unclear] mera bhanja tha, jo meri assistant thi, jinka [unclear], unka inteqaal ho gaya tha, to yeh jo beta tha unka, Zeeshan jo [unclear] tha, phir isko maine apne [unclear] par rakha. To acha, yeh jo mere student thay, to agar aapke [unclear]. To agar agar aapke [unclear] aur [unclear] deni jaye na, [unclear] nikal ke hotel bane hue, to wahan monthly base pe woh jisse kehte hain ke 600 [unclear] jaa rahe hain, 600 aap de dain to aapke 2.5 [unclear] khaana paka dain. To ab main sab student se kaha hoon, bhai is hotel se le. Chaar platein aa gayi, main paanch, [unclear] plate, platein aa gayi. Paanch [unclear] pak [unclear] ek niwala usi plate, ek niwala udhar, ek udhar, aur saath [unclear] mein khaana. Aur wahi sab bhi [unclear] ne ke ek saath shorba lao, plate bharain apna. To ke is tarah karte karte yeh 1999.

34:39 1999 hua, 2000 hai, woh Qarz-e-Hasna wala yahi time hai, [unclear] hua hua. 2000 hai aur 2000 mein bhi MBA [unclear] complete hai. Complete hai, phir family ke is paas jaana aana, is in do saalon ke darmiyaan Khawar, main to 5-6 organizations mein short term ke liye job zaroor karta raha. For example ek multinational company thi, [unclear] ki company thi, kuch arsa unit accounting wahan pe kaam kiya. Phir uske baad Ikel Buildcon, yeh Buildcon company thi, jaise Izhar Group wale hain, unke saath kaam kiya. Jaise Ittefaq Foundry ka main zikr kar chuka, unke saath kaam kiya. Skynet courier company, British company thi, yahan saath maine, aath mahine, chaar mahine, chaar mahine.

35:39 InshaAllah [unclear] hai yeh chal raha, ke Mrs Ammi inke saath baat cheet karke, acha bhi ab maine [unclear] ko Lahore le ke aa raha hai. Ab mera MBA jo hai woh complete ho raha hai 2001 mein. To yeh mera 2001 mein MBA complete hua, phir main wapis [unclear] gaya. Phir main wapis [unclear] gaya, apni [unclear] ko milne ka kiya main jaa doon, to [unclear] hai, pehle Muslim bin Aqeel, tab phir Allah Subhanahu wa Taala ne beti [unclear] ki, uska naam. To jab woh [unclear] mujhe achi tarah yaad hai, meri multinational company mein, meri multinational company mein job ho, aur woh jo fifth scale wali job thi, job [unclear] woh darmiyaan mein reh gaya. Acha woh jaise 14 month hue to uska letter aa gaya hai, jaise kehte hain government se chitthi aa gayi.

36:19 Ke [unclear] government chitthi aa gayi, ke [unclear] you come back and rejoin. To ab maine [unclear] Lahore dekh liya, main aap is [unclear] liye, aapne kaha ek aapne aata hai [unclear], ke resign submit karo, maine decline bhi diya. Unhon ne foran mujhe jawab diya ke aapne 24 ghantay kar resign diya, [unclear] mein yeh [unclear] bhi jama karo. To mujhe achi tarah yaad tha, [unclear] market mein [unclear] bank ka [unclear], meri salary samajh lain, [unclear] saalon mein, saalon mein ek hazaar assi se start ho ke do hazaar nabbe tak chali gayi, [unclear] rupay tha, woh maine phir ek mahine ki salary bhi submit ki, phir uske baad main main hoon aur main se inka mujhe experience letter dain, inka maine goodbye kaha, phir inka bhi [unclear]. Ek hazaar [unclear].

37:19 To inki mujhe information aayi ghar se, Ammi ne, main unhon ne ki call aayi, bhai inke bhi, acha bhi hai na, taane [unclear] ko beti di hai. Main acha unka, main to bada lucky hoon, aap bada khushkismat din hai, kehte haan bilkul, main kaha nahin nahin woh beti to aayi hai, saath hi aaj hi maine join hi diya multinational company mein. Us time [unclear] mein 8,000 rupees, to [unclear]. Woh kahan [unclear] tha, us [unclear] [unclear] 3,000 ke liye, to 8,000 se main start kiya, in Ammi se mashwara kiya, Mrs ne kaha, is [unclear] maine kaha theek hai, ab Lahore [unclear] karte hain, uske liye [unclear] Muslim [unclear] aur yeh Momna thay, do bachay thay, phir thora. Ab yahan jisse kehte hain aapko phir kahin na kahin par qutbi sitara koi nazar aata hai.

38:22 Koi aapka [unclear] nazar aata hai. Wahan par meri interaction ho rahi hai Dr. Abdul Rasheed Kausar. To agar zikr na karain to phir life meri adhuri hai. To woh jab mile, to unke saath interaction, use maine ek course parha tha Quality System and Techniques ka, to he was appointed as Dean in ILM. To ILM ke Dean hue, aur unke saath discussion hui, to unhon ne kaha hai ke aap ILM ke Dean ko jaante hain, main. Dean ko jaante hain, [unclear] jee main jaanta hoon, woh [unclear] hain.

38:53 To [unclear] ke Doctor [unclear] [unclear] [unclear] ka hoon. [unclear] main ab [unclear] [unclear]. To maine kaha jee ke nahin, hum jaise kehte hain ke salary kitni dain ge, to kehte hain ke kehte hain maine kaha jee Skynet courier company [unclear] [unclear] hai. [unclear] hai. Par [unclear] ab main 27 October [unclear] hoga, yeh woh waqt hai jab maine ILM mein [unclear]. Ko join ki hai, to same month hai mera aur mere mentor aur Dr. [unclear]. Aur mere mentor aur Dr. [unclear] [unclear], to ab jisse kehte hain ke leader woh banda hota hai jo phir aapki energy ko channelize karta hai.

39:37 To woh ke maine phir andaaza lagaya ke yaar acha saath rahoon, acha main to waise wala bhi bohat ghusse wala, yeh saath bohat aadat tha, phir inke saath raha ke maine jisse kehte hain kuch aadaab bhi zindagi bhi seekhi, kaisa bhi zindagi mein [unclear] [unclear] [unclear]. Usmein logon ko, faculty ko dekha, phir main [unclear] inko maine join kiya, to us waqt phir maine apni mother aur behan bhaiyon se kaha, [unclear] se kar raha raha hai, ab matlab nahin [unclear] jaat ho, aur woh again luckily liye jo Azhar Farooq mere dost jinhon ne [unclear]. Ab yeh woh daur hai 2001 start hue. 2001 is [unclear] jahan [unclear] hai. Do [unclear] to us waqt [unclear] [unclear] aisa shuru hota hai. 2002 hai, I was promoted as a assistant manager academics. 2004.

40:39 January aur February ka shuru hai, I was appointed as a head academic support unit. Ab yeh woh waqt hai jo faculty ko dekhte hue, ab zehen mein aa raha hai ke yaar mujhe kuch aur barhna hai aage. Aur mere zehen mein abhi woh chal raha hai jab aap bachpan mein baithe hue usko aeroplane ko dekh rahe thay, jahaaz ko dekh rahe thay. To woh soch abhi bhi wahi hai ke mujhe aage barhne se, jo main karne, mere position mujhe aage barhne se [unclear]. Ab yeh 2004 hai aur almost end hone wala hai, yeh November ka waqia, November 2004, to maine apne jo mentor se, Dr. Rasheed Kausar, usse main. Dr. Rasheed Kausar, usse maine kaha sir maine aage barhna hai. Unhon ne kaha haan par tumhein ek Masters karna parega, isko hum kehte hain MS, [unclear] tumhein [unclear] batai, guide line gaye, ke hamare zehen mein tha acha bhi chalo developed country America. Ya Europe mein chale jayen, lekin kyunke Doctor, lekin kyunke Dr. [unclear] ko [unclear] [unclear] [unclear] [unclear] rahe, wahi se [unclear] se [unclear] ki, phir unki [unclear] ke [unclear] unhon ne dekha, acha mera MBA mein jo.

41:44 Specialization tha woh finance tha, lekin meri personality zyada hai jo, jis tarah [unclear] thi, woh HR ya general management wali side pe, unhon ne kaha ke tumhein [unclear] Malaysia jaana chahiye, [unclear] university [unclear]. Aur simple question why, maine kaha ke salary double hota hai, to [unclear] logically mujhe question answer karay hai, to kya yahan rehte hain koi salary double nahin ho sakti hai, maine kaha ho sakti hai, [unclear] kuch six seven yeh [unclear] hai. Acha to agar yeh karke aa jayen ge, main. Mein parh rahe thay aur jo time mein is waqt mein ek rent pe ghar le liye tha, [unclear] 33 [unclear] bistar hai tha, to saara ghar ka budget.

42:46 To saara ghar ka budget budget lag gaya. Yeh hai aur December 2004, to unhon ne kaha ke 9,000 hamara karta hai, aur maine kaha ke [unclear] ghar aapko 10,000 har mahine main [unclear] hoon, to ghar chal dega, lekin aap maine kaha ke mera plan yeh hai. To yeh bari brave lady hai, phir main bari theek hai, [unclear] ke jiyo, maine phir Dr. [unclear] sahib se, unhon ne kaha ke theek hai main aapko Qarz-e-Hasna doon ga, aur har mahine aapke ghar 10,000 pohonch jaya karega, aur lekin aapne focus wahan apna karke aur jaldi wapis.

43:28 Phir main first [unclear] gaya, jab main baitha kar mujhe woh 13-14 saal ka khaab aaya, ke ichha jahaaz mein baith ke yahan se phir woh Thailand, Thailand se phir aage [unclear] woh jaa kar ke maine apni degree MSc in Human Resource Management mein 2006 January mein complete ki. Ab jab main wapis aaya to university ko join kiya.

43:57 To phir ILM mein 35,000 rupees, to phir Mrs ko maine kaha bhi [unclear] double ho, bhi [unclear] double se bhi jo hai bhi dekh kar phir bhi sukoon nahin hain. Insaan hai na thora sa naashukra hota hai, woh kehte hai to aapko phir woh zaahir hai utni bari effort bhi karne parta hai. Woh kehte hain, higher the risk, higher the reward. Bilkul, bilkul aap bhi keh rahe hain. Phir jab maine apne mentor, Dr. Rasheed Kausar ke saath, in se maine kaha, to unko thora [unclear] hua ke bhi, yeh academia mein, ab yeh kehta hai ke maine corporate, ab yeh kehta hai ke maine corporate sector jaana hai. To inhon ne ICI ke head [unclear] thay, [unclear] sahib ka naam hai, to unhon ne kaha aap evaluation wahan se karwate hain, [unclear] mujhe interview ko, yeh maine diya, to aur you believe ke he offered me 60,000 rupees. Aur Employee Relationship Manager in Toyota. To ab main bada khush, yaar 60,000 wapis aa raha hoon. Ab dekhain jo aapka mentor hota hai na, woh doorandesh hota hai, unke andar woh aapko.

44:58 Dekh rahe hote hain. Main wapis aaya, bada khush. To unhon ne poocha ke kya hua hai, maine kaha sir woh 60,000, to maine kaha sir ab kehte hain aap kya karna hai, maine kaha sir doosra mera khayal hai, kehte hain mera kya jaa ke beta kaam do, ab unke zehen mein kuch aur plan hai, jo mujhe nahin [unclear], aur mera khayal hai. Ke isse hamein lesson learn karna chahiye, jo hamare baray ya hamare mentor kehte hain, uske aap apne raviye ke andar obedience paida karain. Obedience paida karain. To maine koi jawaab Khawar inko nahin diya, ke nahin madam. Phir unhon ne yeh University of Gujrat establish ho rahi thi. Yeh yeh daur hai ab almost February March 2006.

45:34 CM hai Pervez Elahi sahib, Education Minister hai Imran Masood sahib, Vice Chancellor wahan Professor Dr. [unclear] sahib. To hamari university ne yeh project win kiya, to pehli dafa wahan project win kiya, to pehli dafa wahan project win kiya, to pehli dafa wahan project win kiya. Pehle semester run karne ke liye inhon ne bheja [unclear]. To wahan se phir mujhe [unclear] karna hai extra income, aur woh saath woh start hua, plus yahan pe jo mujhe course parhane thay, uski salary ke [unclear] add kar, yeh for instance mera title ka, jab main MS [unclear] se pehle tha.

46:12 Head Academic Support Unit. To phir [unclear] kaha agar if you land in academia to grass root se aana hai. To inhon ne mujhe appoint kiya as a senior research associate. Ke uske ek saal ke baad mujhe lecturer appoint kiya. Yeh woh daur hai jab 2007, ab 2007 aa jaye, yeh woh Benazir wala time, yeh usse pehle main [unclear] thora [unclear] ke woh tha, yeh bhi December tha shayad, [unclear] [unclear] ho tha, [unclear] ho chuka tha. Ab 2007 hai, to join kar liye [unclear] as lecturer, aur isi daur.

46:45 Phir bohat saare Khawar aap keh lijiye ke zaahir hai family ke andar bohat saari cheezain ups and downs bhi hoti hain. Beti hai chhoti hai, uska naam [unclear], isse pehle phir Anees bin Aqeel unki paidaish, iske baad phir [unclear] hai, yeh meri [unclear] do, do betay do beti, to yeh bhi tha [unclear] jo hai yeh [unclear] lecturer hai, ab agar woh [unclear] thora sa ek saal aur aage main, lekin [unclear] bhi tha seven aur eight, ab [unclear] saat aur aath, ab main apne se aur upar logon ko [unclear], acha [unclear]. Yeh to [unclear] aaye, kya difference hai, is cheez ki kami hai, to phir aage poochtaan par bhi kya karna chahiye, to aage jaane hain, aur aage jaane hain, aur parhna par jaane hain. Isliye phir maine presentation banayi thi, M2D, Mister se Doctor tak ka safar.

47:50 Woh mujhe di, okay main Malaysia gaya, inki [unclear] ko represent kiya wahan pe, to wahin phir maine jaa ke apna admission PhD ka, [unclear] admission liya, phir hum wapis aaya, jab [unclear] [unclear], phir [unclear] ke mujhe [unclear] [unclear]. Aur PhD bhi start hai, aur theek hai jo ghar ke maamla cheez hai woh [unclear] nahin hai, saath saath chalti hai. Acha par zaahir hai aap ek [unclear] yeh [unclear] job nahin hai, ab part time hai, agar kisi university ko [unclear] ke to itne mein naam mein to virtual university. Jaa ke usko agar aap ne jisse kehte hain na ke slide bana ke [unclear] karni hai, television pe woh nazar aaye, woh kaam mil jaye.

48:50 Acha chalo jee, ab main [unclear] se nikal raha hoon, [unclear] saaray paanch baje se le kar raat ek do baje tak [unclear] [unclear]. Phir wapis aate do [unclear] barh jate hain. To jisse kehte hain ke aaram yeh nahin ke body ko bhi aaram chahiye. Main kehta hai chalo ya mere jooton ko bhi aaram mile, ke uski jo baaz-gasht hai woh ek dafa kaano mein sunai. Woh ek dafa kaano mein sunai us waqt deti hai jab aap paidal chal rahe hon, raat ke do dhai baje ka waqt ho, to woh jo baaz-gasht hai, is ke kaano mein sunai deti hai.

49:20 Woh phir PhD ka safar start hua, to kuch time ke baad zaahir hai, woh paise khatam ho gaye hain, to ab kya karain, to phir mujhe yaad hai ke hamara PhD ke liye andar hota hai, proposal defense hota hai, yeh middle of the PhD safar hota hai, to jab jaise. Woh [unclear] daur start hua, supervisor provider is very fine, Professor Dr. [unclear] Sharif, unka naam hai, to PhD unki Australia se, to mujhe maine bulaya, office mein ke bhi ho, aaj hain [unclear] baat karain, kuch cheezain discuss kar lain.

49:58 Aapne jo research work se related hai, to main apna [unclear] [unclear] usmein liye ke I am not talking on this area, I think you are not interested. To main [unclear] [unclear] [unclear] letter [unclear] [unclear]. To main [unclear] I'm very much interested. Unka okay follow mein aane [unclear]. Ki bithaya [unclear] [unclear] [unclear], wahan jaa ke woh jo Director [unclear] [unclear] si, Professor Dr. [unclear]. Woh letter mein ke [unclear] ho de rahe hain, woh jo dikha rahe hai, cancellation ka letter hai. Cancellation ka letter hai aur from PhD [unclear], to maine kaha ke sir yeh, usne kaha ke hamara [unclear] dega hai, tumne itne teen semester [unclear] jama nahin karwai, to yeh to phir mere, acha us waqt ab ab [unclear] mere [unclear] ke liye [unclear] [unclear] ya.

50:59 Maine karne se main [unclear] karoon ga, to maine kaha maine tomorrow, ab yeh woh Khawar iraada hota hai, niyat hoti hai insaan ki, jisko phir Allah Taala bhi kehte hain ke ya yeh theek hai, iski help honi chahiye, to unhon ne kaha show, maine kaha [unclear] show, to unhon ne unse baat ki. Mein to woh dobara cancel kiya, main saamne to do linein lagayi hain, cancel [unclear] letter hai, [unclear] state ka, aur yeh kal [unclear] se [unclear] ke hum main aur Professor Dr. [unclear] Sharif, hum [unclear] [unclear] dete, main voucher unke [unclear] ka ke yeh [unclear] kar.

51:45 To unhon ne haan ya na mein jawab nahin diya, unhon to unhon to unhon thay [unclear], unhon kaha kyunke [unclear] tomorrow at 11 hain, maine kaha show sir, [unclear] ke maine Khawar koi [unclear] [unclear] karke main masjid mein chala gaya, masjid mein jaa.

52:15 Teen characteristics jo aap mein pata hain ke jiske hon woh dua [unclear] tere paas aati hai aur tu se [unclear] karta hai. Number one ek yateem, aur main yateem hi hoon. Aur number two ek [unclear], main ek [unclear] bhi hoon. Aur number three musaafir, to main musaafir bhi hoon, yeh [unclear] Allah. To khair Maghrib ho gayi, Isha ho gayi, phir wapis aaye, woh khaana hi na khaaya jaaye, phir wapis [unclear] aaye, ab main kya kahoon, family ko kya bataoon, daayein baayein kya karoon, woh subah ho, [unclear] kar gaye, subah bhi [unclear] kiya, ab woh 11 baje ko jaa.

53:14 Jaise drawer khola kiya, usmein se voucher nikala, [unclear] voucher nikala, [unclear] voucher, unhon ne kaha [unclear] fees jama karwa ke aao, [unclear] na diya, unhain kehte hain aaya pe liye, oh thanks [unclear], woh jo relief tha na, usse phir Khawar, jaise kehte hain, imaan. To hamara imaan kamzor hai, phir imaan ko taqwiyat milti hai, ke yaar God is there, agar hum sachay dil se Allah Taala ko pukaarain na. To chhoti si misaal deta hoon, agar dekhain na hamein thori mushkil ho, bhook lagi ho, aur khaana na bhi ho, to hum Ammi ke paas jayen, Ammi bhook lagi hai, woh mother kuch na kuch resource nikaal ke hamein ek do niwalay zaroor dain gi. To yaar yeh to sattar maa se zyada pyaar karta hai hamara creator, to yeh kaise ho sakta hai ke hamein woh hopeless karay ga. Woh mujhe bari khush hi hoon aur saath hi mujhe kab wapis karoge. Maine kaha sir give me six month kehte hoge. Lekin maine [unclear] mein to saath mein calculate kiya hua tha, dollar dollar dollar gaya tha, eighteen hundred dollar bante thay.

54:14 Par main Pakistan dobara aaya, apne saath job, daayein baayein jo bhi chhote chhote venture milte woh karke, phir dobara 2012 mein main dobara Malaysia gaya, mera thesis woh submit hona tha, phir 2013 mein ke main [unclear] apna yeh final maine defend kiya.

Frequently Asked Questions

What is this episode about?

Part 1 of Dr. Aqeel Ahmed's journey from office boy in Rahim Yar Khan in 1986 to an M.Phil and PhD in Malaysia, covering his paan shop, tuition and fries stall years, his MBA, the role of Qarz-e-Hasna, and his return to Pakistan in 2014.

What was Dr. Aqeel Ahmed's first job?

He started his career at 12 rupees a day, and his first job as an office boy in Rahim Yar Khan was in 1986.

What role did Qarz-e-Hasna play in his journey?

Qarz-e-Hasna is discussed as part of his M.Phil journey in Malaysia (2004).

What advice does he give to youth on higher education?

He contrasts passing life with making life, and says higher the risk, higher the reward.

When does Part 2 release?

Part 2 releases next week, as announced in the episode description.

Who is the guest in this episode?

The guest is Dr. Aqeel Ahmed, Head of the MS and PhD Business Administration programs at UCP (University of Central Punjab). He began as an office boy in Rahim Yar Khan in 1986 and went on to complete his M.Phil and PhD in Malaysia.

Topics Discussed

What This Episode Covers

Find Your Clarity takes one big question and works through it. Here is what this conversation touches on.

Higher Education Career Journey Life Story Mindset and Dreams Society and Pakistan Business and Work
Keep Listening

More From Muffled Minds Podcast